Home Life Insurance Loan Against LIC Life Insurance Policy – Hindi

Loan Against LIC Life Insurance Policy – Hindi

20
Loan Against LIC Life Insurance Policy – Hindi



How to take loan against LIC policy or against Life Insurance from any other Bank? What are the interest rates charged? What are eligibility requirements and …

20 COMMENTS

  1. Term plan and term insurance ekhi nahi hai kya apka home loan insurance me app term insurance leneku suggest ki hai. Kya mujhe term insurance policy se home loan mil sakt hai kya if yes how much interest?

  2. Sir mujhe apse ek help chahiye…. Sir mere papa Uttar Pradesh se hain… Lekin wo kafi sal se Kolkata mein reh Raha tha… Aur unhone Kolkata aur Uttar Pradesh mein lic ki policy li hain… Ab mere papa Uttar Pradesh mein rehte hain… Aur mere papa ki death Uttar Pradesh mein hui hain… Toh sir kya main Uttar Pradesh ki document se Kolkata mein lic ke liye death claim kar sakta hoon???? Plzzzz help me answer please……

  3. sir mare pass Bhartiya Axa Life Insurance se call Aata hi vah Mujhe a 10 lakh life insurance karane ko bolate Hain aur aur use insurance ki base per Mujhe Citibank kee through 10 lakh ka loan provide karvane a ke liye Ye bolate Hain aur aur use lone ko pay karne ke liye 12 Sal Ka time Milta Hai Jiski EMI per year Jaati Hai vah 1 emi. advance Mang rahe hain uska incurenc krve ga fir 20 days ka under bank ka amount credit ho jae ga us policy ma nomani citi bank ho ga kya esaa ho skta hai sir plzz btaiya aap

  4. Bhai 8 saal se life insurance me 6000 Wali bhar rha hn meezan bank ke zariye loan le Lia he abhi account me hi he to Mera irada badal gea he Agar me ise wapis krna chahon to kr skta hn?
    Or bhi 3 policyan khulwai hen Agar wo bhi band krwana chahen to band ho jae gi??

  5. Malik Sahab, me 2011 se LIC ke New Endowment plan me every year approx 6000 invest kar rahahu. Abtak 8 years me 47040 invest kar chuka hu. Aur LIC ne abtak Gurrented addition 36,200 ka add kar diya he. To return kitna huva Sir ji…
    Please answer

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here